As salamu allaiqum
Agar app yeah chahe k jinnat k badshah apki maddat kareen jinnat ko marna main . to her namaz k baad surah jinn 5, ya 7 dafa pareen or u dua kareen . ay jinnato k baadshah apko Allah or rasool ka wasta deta ho k app mare maddad kareen . jo kohi be jinn shaitan chahe jis be kisam ka ho mujha takleef de to app usko ushe waquat khatam karden or mare khas maddad farmahe . apna chand jinnato ki duty mera or mare family per laga den k jab be jadugar jinnato bejha wo tamam uska baja howa jinnato ka mokabla kareen or un sab jinnato ko khatam karden . agar ghar ka sare log namaze ha to sab ko kahe ka wo yahe amal kareen or ishe tareeqa se dua kareen inshallah talal jadugar bohat bohat zada pareeshan ho jahe ga or thore he time main jab deakha ga ka jinnato ki fojh mar rahe ha uski to jinnat bejh na band karde ga .is amal ka picha jinnat kam karte ha app unse baat nahi kar sakte q k baat karna ka liya tark e jalali wa jamali karna parta ha or bakaheda pora chilla karna parta ha wo be ustad ki zair nigrani main ahse sorate main yeah best or assan tareeqa ha jo mana bataha ha ahsa karna se apko foron jinnat ka baad shah se maddad milay gee wo be begar nooksan othai howa
Dua main yaad rakheya ga
Amel soname
Amel_soname@yahoo.com
1 comment:
salam mera sawal ye hai ke jab hum jinnat ke badsha de matat mang te hai to is se allah naraz nahi honge kyu ke matat to siraf aur siraf allah se hi manga ja sakta hai na ya aap ke pas is sawal ke bare me koi acha sa jawab hai to aap ke mahrabni hoge aap muje bata dejiye
Post a Comment