Showing posts with label kala jadoo ho gaya. Show all posts
Showing posts with label kala jadoo ho gaya. Show all posts

Monday

Jinnat ka baadshah yaktanosh se maddad lena



As salamu allaiqum
Ake assan tarika bata raha ho jis se app jinnat ka badshah yaktanosh se maddad le sakte ha .is taveez ko pehla print karaleen . phir is ka picha yeah alfaz likh de jo arabic main likha howa ha jaha per hazir shu likha howa ha us ki jaha apna maksaad likhe or hazir shu kaat den for example . aye badshah yaktanosh app mare maddad farmahe . jo kohi be mujh per jadoo kar raha ha ya jo kohi be jinn mujha eza ya takleef de raha ha app us ko khatam karden . agar app jadugar ko harana chata ha or us ka jinnat ko marna chata ha to u likha . aye baadshah yaktanosh app or apka matahat jinnat be jinnat ha apna pore lashkar ko le kar jo kohi be mujh per jadu kar raha ha app us ko khatam karden or us jadogar ka pass jitna be jinnat ha app un sab ko khatam karden . agar app sirf jinnat marna chata ha to u likha aye badshah yaktanosh jo kohi be jinn mujha eza de ya takleef de app usko khatam karden . mujha jo mana likha ha ider mareez ka naam or uski mah ka naam likha is nakash ko jaha 16568 no likha hai uder se lapate or fold karden jab fold ho jahe to jaha 41 no likha howa hai uder se daga lapate pore nakash per or lapatna ka baad 16575 no wali jaga kala marker se nishan lagaden q k taveez uder se he jalana hai ake chirag le lay or us main chambali ka tail dal kar is nakash ko tail main debohe. phir 16575 no wali side se is nakash ko jalahe. jesa jesa nakash jalta jahe nakash ki loh ko uper karte jahe taka nakash pora jala or tamam adat jalay is nakash ko jalate waquat apna or nakash dono ka hisar karleen

jab app jinnat ko jalana shoro kareen ga to or jinnat ahe ga ahsa main darna ki zaroorate belkul be nahi ha kam se kam is taveez ki 60 se 100 tak copys kar k rakh lay q k ake taveez main sare jinnat nahi mare ga . is liya jesa jesa taveez jalta jahe dosara taveez fold kar ka taiyaar rakhe jab pehla pora jal jahe to dosara ko chirag main dal kar jalana shoro kareen taka apka process chalta rahe . apna pass extra ghee be rakhe taka agar ghee kam par jahe to bagh door karni na pareen or wahe per extra copyes be rakhe . agar jinnat darahe dhamkahe to unse belkul be darna ki zaroorate nahi ha kuch he seconds main mokelat unka kam tamam karden ga

hisar

jab app yeah kam karna betha surah al hamd aiytal kurse or 4 qul ko 3 bar par kar apni ungali per dam

kareen or apna gird dahera banda dahera is tarah banda ka pora sahe se gool ho

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 


dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Popular Posts