Showing posts with label kala ilm book. Show all posts
Showing posts with label kala ilm book. Show all posts

Monday

Jadogar se rabta


As salamu allaiqum
Jab apka jadugar se larna ka or usko harana ka irada ho to app sab se pehla apna phone connection change karleen or ahsa logo se milna julna be band karde k jis ka us jadugar se milna julna ho . q k yeah cheeze apka liya bohat bara masla ka bahis ban sakte ha . q k agar apna yeah sab cheeze change nahi ki to jadogar ko apki sare updates milta rahe ga . ahsa main wo apni position ko stronge karta rahe ga . yani wo waqtan waqtan apni power barata rahe ga matlab (do more) or mehnat karo . ishe tarah wo apka kabo main nahi ahe ga apka mission ha jadogar ko harana or harana k liya sab se zaroore ha ka jadogar ko apki kisi be kisam ki kohi information na milay . or na he apka tareeqa kar ka pata chala k app ahsa kon sa amal kar rahe ho k jis se us ki itni pitahe ho gahe ha . kabe be galti se apna dushman yani jadogar ko apni asliyat nahi batani or na he apna amal per garoor karna ha bus masoom bana rehna ha jesa apko kuch ata he na ho . bazz okat jadugar pata lagana k liya sirf phone karte ha or kuch boolte nahi ha bus awaz ko sunta ha or takmina lagta ha ka kya position ha . ahse sorate hall main sirf apna jaan pachan k logo ki calls othai gayer logo ki har gezz nahi . apni information kisi ko be na den taka information leak na ho . apna ghar main ahsa logo ka ana jana belkul band karde jo apka liya khatera ka bahis bana yani k us jadogar ka sath milay howa logo ka ana jana apka ghar main .

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Popular Posts