As salamu allaiqum
Surah saffat se jinnat ko jalana k liya jo kohi be amal kar raha ho usko yaad honi chaheya . agar yaad nahi ha to phir surah saffat ki recording se kam chalahe . recording imam khana kaba sheikh abdul rahman sudais ki awaz main honi chaheya. Jis pe shaks per jinnat ka asar ho sab se pehla us ka ird gird hisar kareen 4 qul par k . hisar karna se yeah faida hoga jinn nikal ka bagh nahi sakta . bazz okat ahsa hota ha k jinnat bagh jata ha dosare dosare jaga . phir wo dobara hath be nahi lagta . q k jab jinnat ko jalana ki taiyare ki jate ha to wo ata he nahi ha jisam main pehla se he farar ho jata ha . ahse sorate main jo be karna ha first time main karna ha . taka jinnat rafu chakar na ho jahe . jab hisar karleen to victim ka samna surah saffat ki audio play kareen louad awaaz main . bus is ko auto repeat karden . thore dair ka under jinnat ka rona ki awaz ahe gee victim ko . or wo mafi manga ga . ya hir kahe ga bacho bachoa main jal raha ho mujha chordo mujha jana do . bus jinnat ki kisi baat ka jaweb nahi dena ha . kuch he time ka under zada se zada 30 minute laga ga . jinnat jal jahe ga or victim ki jaan choot jahe gee
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhiya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
amel soname
amel_soname@yahoo.com
